🙂 profile
Creator Profile

🙂

Bhole love you se tanne ❤️❣️

283 Posts
39 Followers
1 Following
🙂
🙂
Quote by 🙂 - जो कहते है बिना शब्द अर्थ कैसे समझें 
वहीं चुप्पी के बहुत अर्थ निकाल देते है 

क्यूं सही कहा ना..?

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - सब कहते है प्यार का इज़हार करना जरूरी होता हैं 
मैं कहती हु जो बिना इज़हार के प्यार न समझ पाए वो प्यार ही कैसा 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - jo aankhon ke aanshu nhi samjh paa rha 
 uske liye dil toh bhaut door rha ...

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Bo ek raat , meri aankhein or aankhon mein need ,neend mein sapne or sapno  mein khaaw  
Aur un khaawon mein tum 
Tumhare sath mein or rakh kandhe par
 Sar bathi hu tumhare paas mein 
bhari kali raat mein
Pyaar ki chadar odhe hue hawaa ko seene se lga ke  taaron ki chamak dekh rhe the
Sitaron se bhari duniya mein ek  taara dhoodh rhe the
Meri aankhon par aayi julfe
Teri ungliyon se khel rhi thi chune se tere Haan tere uljhi latein bhi khoobsurat lg rhi thi  
Tumhare sath chup baithe mein
seene se lag kr tumhare gale tumhari dhadkan sun rhi thi 
Aankhein bnd thi or hotho pr muskurahat 
tham ke tera hath teri ungliyon se lipati ungliyan  or bo pyaar bhara ehsaas 
uss ek kinare par sukoon mein hum akele the
Bina bole bhi ek dusre ko gehrai tk jaan pa rhe  the
Bheed se dur ek kinare par baithe ek dusre se jada khud ko jaan rhe the
Bheed se dur aur  sukoon ke hum kaafi paas the
Khaaw poora ho gya or neend udd gyi  sapne mein hum poore hokar bhi  adhure reh gye
 aankhein khul gyi  or fir kya tum or mein ab sapno se dur hakeekat mein adhure hum reh gye

Gauri - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 -  Taaron bhari ek raat m 
Bo or mein ek sath m 
Chand nihar rhe pyaar se 
 Hathon mein uske hath  de
Jaise kuch baat ho uss ek ehsaas mein 
Or prem hi prem  har saans mein 
Jaise kuch toh khaas ho uss ek raat mein 
Mithi thi hawaa uss pal hmare sath m 
baarish m bhege hue hwaa ko gale lga rhe the 
 Uss Raat hum  sukoon mein 
Baarish ki Haryali ko nihaar rhe the 
Sardiyon si kuch baat rhi uss pal me
Sardiyon mein aayi  laali bikhar rhi chehre pe 
Chaahtaton ki chadar odhe hue 
Sapno ka takiyaan lagaye leti thi uski baahon mein
 Naino se naina takaraye hue the 
Nhi jaanti kiss talash mein  the 
Booaton ka pull na bhandate hue 
Thehrkar kisi kinare par bethe sukoon ko jaan rhe the
Bo raat bo mausam bo ek kinRa or mithi chal rhi hawaa 
Jaane kya hi baat thi uss ek raat m 
Jo hum kahi khoye hue the ek dusre ke sath mein
Uski baahon ke paas hathon mein leke haath behki si baatein or chachal nighahe
 Haule haule chah gya tha  pyaar ka nasha
 Taaron ki chadar mein pyar zataya
 kha Ab toh sara aasman h tumhara 
Khule Asman mein mohabbat thi har ek baat mein
Chahiye ab or kya hi zindagi se dobara
Ki bs jaan hi paaye the ki jaane ka ishara mil gya 
Raat ka safar poora hokar subah hote hi din chadh gya
Baahon se lipat kr aankhon se kehkar hathon ko chodh kr pyar se door hogye 
usko  ko  jaankr khudko bhool gayi 
Ese kuch bo ek raat hmari adhuri kahani bnke poori ho gyi

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Humraahi 

Har roj ki trh raho mein chalke raahi bnke unka sath nibha rhi thi
Tabhi bs jaani maani rahno ne anjane khwab m ajnabi hamraahi ki yaad dila di
Fir kya bs wahi khoobsurati ka ek Raaz or samne aa Mila 
Or mere hi sath mere chere pr apna rang dikhata chla 
Hoth km aankhein jada hastii hoth bs halke se muskurate 
Baise toh bade bade khyali pulaav bnana dimag ko sobha deta h 
Lekin dil ne dhakan ki raftaar badha or chote chote ladoo bnana shuru kr diya 
Ek ungli baalon se lipat rhi or dusri
 Muskan itni ki daanton ki chamsk dikh rhi thi
 Chal ese rhi thi jaise phool pr kadm rkh rhi thi 
Khyaalon m humraahi ke sath khoobsurat rasta taiy kr rhi thi 
Chere pr aayi pyaari si laali jhalak rhi thi
 Esa lg rha  ki in  sb se ek khoobsurat kahani bn rhi thi
Kahani bhi mujhe hakeekat si lg rhi thi
 Kahani adhuri jrur thi lekin poori  shuruaat ho gyi thi
 nayi suruaat  naya safar ek deewani or kuch pta nhi 
esa lg rha tha jaise koi ho prem kahani 
 Hathon m hath ye tha bs ek khyal kadam ke sath chl rhe kadam ek bo or ek m the sath hum
 Kadam badhaya kaafi sayam  tk sath nirbhaya 
Aagyi manzil or ye dil ghabraya
 Pyaar se sath nibhaya ek khoobsurat safar tai kraya 
Dil ki dhadkan ko ek ghr or dilaya 
Raahon ne humrahi se milbaya 
Raahi ko humraahi ke sath manzil tk phuachya
 Choote hath toote sath jhoote khaaw  ne bs mn bhelaya or hakeekat sa ek ehsaas kr waya
 Khaawon mein shi Humraahi toh Mila hakeekat na tha koi khoobsurat ehsaas toh Mila
 Khoobsurat khaw or ehsaas se raahi ko manzil se jada raahon se pyaar hota h 
Aaj pta chla kyu  raahi ko manzil se jada raahon se iqraar hota h
 Raahi raahon mein khoobsurat manzil ko nhi
Koi  pyara humraahi ko chahaata h
Raahi manzil se jada raahon se pyaar krta h 
Or raahon mein humraahi ka intezar or humraahi ke sath ek safar tai krta h 
Jisme manzil tk jaana bo inkar kar deta h

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - zaroori tha 

Zaroori tha , zaroori tha tumse milna 
Tumse mile toh jaana mohabbat kya hoti hai kaise hoti hai
Zaroori tha , zaroori tha tumhra meri zindagi mein aana
Tum aaye toh pta chla 
Koi khud se bhi khaash ho skta hai hadd se jada bhi ho skta h 
Zaroori tha, zaroori tha samay ka badal jaana
Tabhi pta chla kitna bhi khaas kyu na ho koi kbhi sath or pass ni rehta
Zaroori tha, zaroori tha adhura pyaar paana
Kyuki tabhi pta chla pyaar kbhi poora nhi milta 
Zaroori tha, zaroori tha tumhe mujhse nafrat hona 
Kyuki tabhi pta chla pyaar hamesha pyaar nhi rehta 
Zaroori tha, zaroori tha tumhe bhoolna 
Tabhi pta chla ki kisiko bhulaya ja skta hai  
Zaroori tha, zaroori tha tumhara ek yaad bnna tabhi pta chla yaadein bhi haseen hoti h 
Zaroori tha, zaroori tha ek khoobsurat safar mein tumhare sath  chla 
Kyuki tabhi pta chla har Safar mein sath humsafar nhi hota
Zaroori tha, zaroori tha tumse door hona 
Tumse door gye toh pta chal tadpana kya hota hai  
Zaroori tha, zaroori tha tumse ye sb kehna 
Kyuki tabhi pta chla ki behadd zaroori hota hai kabhi kabhi sab kuch kehna Dil ki baat zubaan pe lena 
Zaroori tha, zaroori tha tumhe alwida kehna 
Kyuki tabhi pta chla alwida ke baad bhi dil kabhi juda nhi hote
Zaroori tha, zaroori tha tumhara meri jarurat banna 
Kyuki tabhi pta chla ki  jrurat kbhi zaroori toh kabhi poori zaroor hoti hai 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Haan mujhe chand dekhna psnd hai 
Lekin nihaaru sirf usko hi bs ek yahi chahat h
Maana bo chand nhi h 
Lekin chand sa mehboob ho mera esa maine chaha bhi na tha
Bo bilkul  baisa h jaise Maine socha tha 
Chand se bhi sundar dil khoobsurat or dikhta bilkul mere mn ka sa
Sbse alag or koi anjaan apni jaan sa
Mithi boli behki aankhein
 Mehakti khushbu uske badan ki jaise
maano itar ho sheshi m bhara jaise 
Pyaar se bhari baatein dil se likhi kitaben dil me rakhi hai usne sajake 
Badi hasi jb uske hotho pe fasi
M chah kr bhi khudko rok na ski
Uske bikhare baal julfo mein chupi raaj bhari aankhein 
Uski Jhuki Nazar uthi toh lga  teer e ishq dil ke paar ho gya 
hn mujhe ussse pyaar ho gya 
gaalon pr dikhrhi chamak jaise 
thando mein nikle suraj se kirne
 jo sard mein de sukoon jaise
 Hn bo chand to nhi chand sa nhi or chand jaisa toh bilkul nhi 
Ya yuh kahu ki bo jo h baisa Chand nhi baise chand ho skta nhi ya chand kbhi uski jgh le skta nhi 
Mana chand ki trh chandi nhi uske paas 
Lekin roshni ke liye uski pyaar bhari ankhon ki chamak h uske pass 
Chand si  thandak nhi uspe 
Lekin uske dil ki sheetalta h uspe 
Chand ki trh khel kr nhi Jeet ta bo 
Bina khele  hi  haar jaata h bo
Or kuch isi trh haar kr bhi Jeet jaata h bo
  Bo chand sa na dikhne wala 
Chand hai mere liye 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 -  Kl phir barish aayi
Maine bhi bhayee fehlai 
Uss mehman ko seene se lgaya
Fidaa hokr 
Maine pucha kaise ho tum
Bo thodi km hokr tej hui 
Usne kha 
Ab tk nhi pta lekin ab Bhaut khush hu m 
kuki aaj toote ke bhi acha lga mujhe 
Tumne puch jo liya dil ka haal mujhse 
Or bhaut sukoon mila lg kr gle tumse
Jaise toote hue ko joda ho firse kisine 
Usne shukriya kiya apne andaaz m 
Tej baarish ke sath or apni pyari awaz se 
lubha liya mere iss Dil ko usne apne pyaar se 
Use pucha Maine tum itna ku roti ho 
Apno se door ku hoti ho 
Barish boli m rokr bhi hasti hu 
Kbhi jada kabhi kam kabhi kabhi nek bs
Beti hu isliye juda hona padta h 
Khud rokr bhi dusro ko khush rkhna pdta h 
Dusko ko khush dekh m bhi hasti hu isliye rone ko hmesha taiyaar rehti hu 
Koi khush hota h to tej hasti hu koi km toh km hasti hu koi nhi psnd krta toh jldi chup ho jaati hu 
Agr sabko mere rone se khushi milti h toh m rona bhi manjur krti hu 
Akhir beti hu na sbki khushiyon ka khyal rkhti hu
 Maine kha ek or sawwal tumse
Usne kha pucho mere yaar dil se 
Maine pucha tumhe apno ki  yaad nhi aati 
Usne bola bhaut aati h 
Tabhi toh toot toot kr meri rooh girti h 
Lekin ek sath  ko chodhkr aati hu  or dusron ke sath rehti hu 
Sath Milne pr sambhal jaati hu or bs apna pyar barsha deti hu 
Kisi ke sath naach kisi ko sath nach leti hu 
Kisi ko jalebi kisiko pakodi sabko sbke psnd ka khila deti hu 
Bs ese hi mn ko apne m behla leti hu

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Ashiq ko milti hai aashayein 
Fir lgti hai aashao mein aag
Fir Jo aash ki aag se paas ho jata h 
bo ek banta hai ashiq=aash + IQ
syd sahi kha maine..
😁

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
Discover

Explore Categories

Jump into curated quote collections for every mood, moment, and celebration.

🙂
🙂
Quote by 🙂 -  ashiq ki hoti hai Aashiqui
pta h kaise 
toh suno ese
 Jise aas ho bo hota hai ashiq
 lekin hn bas 1 hi shaksh se
bina koi aash ke bo bs 1 hi h lekin ashiq nahi 
kuki ye sb jaante
aash ko ek se milakar bnta h ashiQ
aash +1 = ashi 1
ashiq ki bs ek se aash hoti h 
 use kehte h ashiq or jo hoti h ek se bo hai ashiqui  
or jiske sath hoti h bo hota h ishq
1+shaksh
code mein hua na ishk
😉
hum keh bhi dete h tum toh Ishq ho mere
suna hai na 😅 

sabdo pr km feelings ko smjho 
😁

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Holi rangoli hoti hai 
jo holi ke din sbke dilon ko rangon se saja deti hai 
holi bs rangon ki hi nhi
apni, apnisi or apno se hoti hai 
Holi 
kisiko kisise rangdeti hai 
kisiko kisika kar deti hai
koi rang jaata hai 
koi rang lagane aata hai 
prem se premiyon ko prem mein rang deta hai 
ye dil se dil ki holi hoti hai 
tabhi toh doori nhi Hoti hai 

hn bhai kuki 

sb rangon ki hi leela hai 
ise bolte hai rangeela

Happy Holi dil se dil ki dil mein rehne waalon

Happy Holi 🎈

Gauri.. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - masla hi  kuch iss tarah ka hai
kabhi hal ho jaye bo esa kha hai
baat kewal saanson ki hoti toh smjh aata 
lekin masla dil ka bhi hoga ye kha pta tha
hisaab saason ka toh hai bhi ye mjh mein aata 
lekin dil ko kaise smjhaye ab ye smjh nhi aata


Gauri.. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Ek shaam aayi har roj ki trh 
Lekin uss shaam M usse mili pehli dafaa
Shaam purani bs barsat nayi hui 
esa lga mujhse jada khush bo hui
 Beech raste usse baat hui ya apni har baat kahi
 Bo chup sun rha  mujhe jaise payri gazal ho koi
pehli baar bs chand lamho ka sath hi sahi
usme Minton mein hui baat jaadu kr gyi thi 
 Mein pittal si sohna lgne lgi
 Shuruati raat or beeti shaam achhe lgne lgi
 Bas fir kya ..
 Uske baad dimakh ki nhi dil ki sunne lagi 
 Mujhe bo nazami sa lazami si Kami lgne lgi
bo ek shaam mujhe apne naam lg rhi thi 


Gauri.. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - हमेशा बात करने से ही मसला हल नहीं होता 
कभी कभी खामोशियां भी कमाल कर जाती है 

Gauri.. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Paani ka koi rang nhi hota 
fir bhi kaafi rangon ka hota hai 
ese hi aaine ka koi rang nhi 
fir bhi sabko sabka rang dikha deta hai 

haina kitni ajeeb baat ..

Gauri.. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - zindagi mein sirf Pyaar hi nhi nafrat bhi behad jruri hoti hai
kyunki nafrat Pyaar ka Aina hai 
 jaise Aina Bina hum khud ko nhi pehchan skte
ese hi Bina nafrat hum pyaar ko nhi pehchan paate 

kyuu sach kha na maine...

Gauri.. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Murshad
 unke mil jaane ke baad jaana ki aadat achhe bhi hoti h
 or 
bichad jaane ke baad jaana kbhi kbhi achhe aadatein bhi chodhni padti h 
😊😊

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - pyaar kya hai ye बादलों se jaano

garmi mein Suraj ki गर्मी झेलते 
सर्दी mein chand ki thandak 

lekin phir bhi inse kabhi dur nhi jaate 
hamesha inke sath रहकर साथ nibhate 
burai me bhi achhai pehchan le wahi sahi sathi hai 
bure waqt sath na छोड़े वही प्यार है 

kyuki yehi pyaar hai 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - बनना hai toh Neem jaisa पेड़ bano 
कड़वा jarur hai lekin कड़वाहट kisi ke liye nhi rakhta
jo itni burai सुनने के बाद bhi लोगों ko apni aanchal mein jagah deta hai 
Bina kisi फल और फूल ke bhi तना rehta hai 
Bina kuch liye kisi se unko apna sab kuch  दे देता है 
bura bolne walo ko bhi barabar chaya deta hai 
Gauri 


 - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
Discover

Explore Categories

Jump into curated quote collections for every mood, moment, and celebration.

🙂
🙂
Quote by 🙂 - khoobsurati par marte hai or kehte hai dil se pyaar krte hai 
namak ka paani nhi psnd kisiko
lekin समुद्र sbko achha lgta hai 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - kucch लोगों ke sath bhaut hi यादगार rishta banta hai 
lekin sirf yaadon mein hi 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - kucch लोगों ke sath bhaut khoobsurat yaadein banti hai 
kucch लोग yaadon mein yaad kiye jaate hai 
kucch लोग  khoobsurat yaad de jaate hai 
kucch लोगों ke sath yaadon mein hi milte hai 
kucch लोगों se yaadon tk hi rishta reh jaata hai 
kucch लोगों ki bhaut yaad aati hai 

जिसे हम खूबसूरत याद का नाम देते है 
रिश्ता आत्मा से आत्मा का होता है 
soul connection
❤️

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - khoobsurat sirf saagar hi nhi 
nadiyaan bhi hoti hai 
khoobsurat sirf baarish hi nhi
paani ki boonde bhi hoti hai 
bs dekhne ka nazariyan khoobsurat hona chahiye
🤍
 
kon kon agree hai 


Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - baadlon se bhi kitna ajeeb rishta hai na hmara
kahi se aate hai or kahi par jaate hai 
pal bhar thehrte hai hmare paas 
lekin sath chalkr ek anokha rishta nibhate hai har baar 

infinity wala sath
❤️

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - chaha nhi hoga kisine bhi kisiko jitna
hum chahenge tumhe itna

smjhe Mr. anjaan 

Gauri... - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 -   कौन कहता है कि धुआं बुरा होता है 
 बिना धुए की चाय क्यों नहीं पीता फिर कोई 


Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - समय ही समय से समय आने पर समय का महत्व सही समय पर ही बताता है 
what is samay..?

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - kucch लोगों ka life mein aane se jada jruri 
unka life se jaana bhaut jaruri hota hai 

Gauri - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Kabhi kabhi apni pasand ki jagah  jaana bhi achha nhi lgta
kabhi kabhi uss jagah par mein jaane ka mtlb nhi smjh aata
Esa lgta hai ...
Jaise bin Mausam Barsaat 
Sur Bina taal
Bewajah pareshan 
Bin glti banwaas

Jb apne hi na uss jagah par 
Apne mil jayenge lekin apnapan hi na ho  kisi insaan par
Sb mil jaayega apne se bhi lagenge sb  lekin jb apnaye nhi koi apna sa uss jagah par
Tab bewajah sa hota hai uss jagah par jaana 
Uss insaan ki ek jhalak tk nhi dikhna 
Maano mandir ke bahar se lout aana 
Uski ek jhalak dikh jaana 
Maano zindagi ke kai arso ko jee Jana 
Bin mtlb bhi jaana safal ho jaana 
Or na dekh paaye toh 
Kaam  se jaana bhi bewakoofi Kr jaana

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
Discover

Explore Categories

Jump into curated quote collections for every mood, moment, and celebration.

🙂
🙂
Quote by 🙂 - kehte hai pyaar sachha hota hai
lekin sbse jaada jhooth bhi pyaar ke liye hi bola jaata hai
or pyaar se hi sbse jaada jhooth bolte hai 
kuki jhooth bhi sach lgta hai pyaar mein 
sbse sachha jhooth bhi toh pyaar hi hota hai

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - jiss tarah log samjhte kam or smjhate jaada hai 
ussi tarah jaise dikhte hai log baise hote kha hai 

Gauri - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - usne pucha mujhse 
tumhara pyaar...?
maine kha...Tum
tumhara chain...?
maine kha...tumhe sukoon
tumhara sukoon ...?
Maine kaha...tumhara chain
tumhara yaar...?
maine kha...tumhara pyaar
tumhara khaab...?
maine kha...tum or mein ek sath
tumhari manzil...?
maine kha...tumhara bn jaana
tumhari khwaahish...?
maine kha...tum or mein hum ho jaana 
tumhara kaam...?
maine kha...tumse krna pyaar
tumhari Jaan...?
maine kha...tujhse mujhme hai praan
tumhari Khushi...?
maine kha...Teri har hassi 
tumhari zindagi...?
maine kha... bo toh tere naam ki 



Gauri - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Zindagi se kaise shikayat kru 
Jb jeena hi hume nhi aata 
rab se kya shikayat kru
rab ne toh ginke saansien di h
lekin iss dil ko hi hisaab smjh nhi aata 


Gauri - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Kabhi kabhi apni pasand ki jagah  jaana bhi achha nhi lgta 
Esa lgta hai ...
Jaise bin Mausam Barsaat 
Sur Bina taal
Bewajah pareshan 
Bin glti banwaas

Jb apne hi na ho uss jagah par 
Apne mil jayenge lekin apnapan hi na ho  kisi insaan par
Sb mil jaayega apne se bhi lagte hai sb 
 lekin jb apnaye nhi koi apna sa 
Tab bewajah sa hota uss jagah par jaana 
Uss insaan ki ek jhalak tk nhi dikhna 
jisko dekhne hi  hai jaana
Maano mandir ke bahar se lout aana 
Uski ek jhalak dikh jaana 
Maano zindagi ke kai arso ko jee Jana 
Bin mtlb bhi jaana safal ho jaana 
Or na dekh paaye toh 
Kaam  se jaana bhi bevkoofi kar jaana

Gauri... - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Double tap to change text. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Manjil nhi mili agar humein , toh raahon ki isme kya glti
Humraahi ne hi sath chhodh diya Humara ,sayd isme hi mrji thi rabb ki

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - koi toh hai jo dil se mujhe yaad krta hai
maano jaise koi badua mein bhi dua deta hai 
Jo khud khuda mera khyal rakhta hai
koi toh hai jo mujhe duaao mein yaad krta hai 

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Usse Baat krne ka bhaut mn krta hai
Lekin Kaise kru ???
Kya Bo bhi mujhse baat krega  ???
Pehle se hi Ye khayal stata hai 
Baat na hone se pehle hi chup kra deta hai 
Baat rakhti hun apni 
Lekin  baat kar paati nhi
Likhkar Mita deti hun 
Lekin usse kuch keh paati nhi 
Koshish toh bhaut krti hun
Lekin himmat mujhme aa paati nhi
Baat krne ka bhaut mn krta hai 
Afsos apne man ki hi mein usse kuch keh paati nhi

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - kal baarish aayi thi
Bhaut kuch kehna chah rhi thi 

kahi par pakodi, kahi par jalebi utaar rhi thi
sabko sbke pasand ka khila rhi thi
Barish bahut kuch kehna chah rhi thi
kahi Do dilon mein dooriyan bada rhi thi
kahi do dilon ki dooriyan Mita rhi thi 
aankhon par aakr palkon ko saza rhi thi
kahi aankhon se nikle aanshu chupa rhi thi
Barish bahut kuch kehna chah rhi thi 
baadlo se door hokar dukhi ho rhi thi
Maati mein milkar khushiyan poo rhi thi 
apno se door hone ke liye majboor ho gyi thi
Khud ki khushiyon ke liye khud ro rhi thi
apne aansuon ko khushiyon ki boond bol rhi thi
Barish rokar bhi khushiyan Barsha rhi thi
kal Barish bhi beti ka kartvya poori shiqqat se nibha rhi thi
barish bhi bahut kuch kehna chah rhi thi 
kahi kuch logo ko yaad dila rhi thi 
kahi kuch logo ke sath yaad bna rhi thi
barish kuch kehna chah rhi thi 
barish kisi ke sath gunguna toh kisi ko apni taal par nacha rhi thi
kisi ko Masti mein dekhna toh kisiko khushiyan dena chah rhi  thi 
kisiko ko pyaar ka intezar toh kisiko Prem mein bigah rhi thi 
barish bahut kuch kehna chah rhi thi 
baadal bhi bahut garj rhe the 
maano Dil par Patthar rakh rhe the
bijli bhi kadak rhi thi
maano jaise bin Diwali phool jadi jal rhi thi 
aakhir beti ki vidai jo ho rhi thi
Maa papa ke pyaar ki maano jaise ek jhalak dikh rhi thi
barish bahut kuch kehna chah rhi thi 
kahi do pal ki dooriyan pal bhar mein bada rhi thi 
kahi pal bhar mein sb dooriyan Mita rhi thi 
kahi kisiko kisise milwa rhi thi 
kahi kisiko kisiki yaad mein baitha rhi thi 
barish kisi ka jawab lekar 
toh kisi ka jawab bn jaati hai 
kisi ka sawaal toh  kisi ko sawaal de jaati hai 
barish bhi bahut kuch keh jaati hai

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
Discover

Explore Categories

Jump into curated quote collections for every mood, moment, and celebration.

🙂
🙂
Quote by 🙂 - Aaj unki bhaut yaad aarhi thi
Jinse  kl raat khaabon mein mulakat hui thi
Dekha  kl  khaab mein toh ye  silsile hue 
kon hai ye  hum aankhon mein  jinke  hue
Aansuon se bhare samandar mein 
Aankhon ki naav mein baithkr haseen pal bita rhi thi
Raat ka samay tha hawaa mein Prem tha 
Usko छूती मुझको छूती फिर हम दोनो को mehkati 
उसके सामने nhi Uske sath baithe thi 
Bo shaant mein use gehrayi  tk smjh rhi thi
Hoth chup the aankhein jo bol rhi thi
Bina mtlb khaani jo bna rhi thi 
Do dilon ko ek dhadkan se bhaand rhi thi
Aankhen kholkr toh sab dekhte 
mein bnd aankhon mein उसे निहार रही thi
Ek ajnabi ko bina mtlb aankhon mein sajaa rhi thi 
Bnd aankhen ansocha andekha bhaut kuch dikha rhi thi 
Lgta hai aankhein bhi kl pagla gyi thi 
Bina mtlb ke मुस्कुराए ही जा रही थी
Bina bole bina baat sbddho ke pul bhand rhi thi 
Aankhen anjaan ko bhi smjh paa rhi thi
Maano jaise aankhein meri uski sb nadaaniyan dekh paa rhi thi 
Ek an soche khaab ko Haqeeqat sa jata rhi thi
Kuch pal ki hi sahi mulakat kr paayi thi 
Lekin un kuch pal mein ek zindagi jee aayi thi 
Afsos bo mujhe akela choddh गया उस पल ही 
Khaab jo tha aaya tha usse mulakat karwane k liye hi
Haqeeqat mein dekha tha khaab
 Haqeeqat hi na tha bo yrr
 lekin Haqeeqat mein bn gya hai mera bo khaab 
jo  Haqeeqat na hua mera khaab

Aaj unki bhaut yaad aarhi thi 
 jinse kl raat khaabon mein mulakat Hui thi

Gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Double tap to change text. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Double tap to change text. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Double tap to change text. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 -  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - Double tap to change text. - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - aaj bhaut dino baad unko dekha
maano jaise eid par nikla hua chand dekha

maine dhyaan se nhi lekin Haan pyaar se dekha 
ab eid ka hi shi lekin humne toh apna Chand hi dekha 

Gauri... - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - likh jaana or likha hua ho jaana mein bhaut fark hai 
naseeb likh jaane or taqdeer mein ho jaane mein fark hai 
bhaut fark hai honi ko likhne mein or likha hua hone mein 
likhne mein dard hota hai 
lekin hone mein rooh kaap jaati hai
likhne mein nhi bolte jo hoga so hoga
lekin hone pr sb bolte jo likh gya so hoga 
likha hua hone mein or likha hua hojaane mein bhaut fark hai 
Naseeb mein likh jaane or taqdeer mein ho jaane mein bhaut fark hai 

Gauri ... - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - hn tujhse Ishq kiya hai 
Kam sahi par sacha kiya hai 
hn besmjhe kiya hai
lekin smjh ke na smjh nhi kiya hai
ki pehle se aakhiri tk ka kiya hai
dekho pyaar jo bhi kiya hai
apni kasm tujhse pehli baar bo bhi dil se kiya hai

gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
🙂
🙂
Quote by 🙂 - pehle begana sa tha Sher bo
usse Milne ke baad surila lgne lga bo 

usse toh bigad gye taal saare
lekin Sher se jaise jud gye ho sur or raag hmare

gauri  - Made using Quotes Creator App, Post Maker App
Discover

Explore Categories

Jump into curated quote collections for every mood, moment, and celebration.